Friday, September 19, 2014

Suna ye saaj hai

Raat bhar nayno mey ek sapna rota hai
Raat bhar tanhai mey Aakhen khood se ladti hai,

Ab na Koi Lori gaane wala hai.
Na Koi Tere sapno ko sajone wala.hai

Tanhaa yun hi tamaam Umar gujarna hai
Na chaahte hue bhi waqt tak chalna hai

Mey so jaau agar gahri neend mey kabhi
To tum aakar utha na jana

Ab hos m Aane ka koi iradaa nahi
Koi pooche to mahkhaane ka raasta bata dena

No comments:

Post a Comment