Saturday, September 27, 2014

Rooki Si Zindagi

Har gali mey teri yaaden bikhri hai..
Jaau kidhar ab main..

Bikhre zindagi ko simatne nikla tha
Khood ki yaadon ko simat na paaya..

Ek mahkhana sahara tha
Magar wahaan bhi teri aakhon ko bhoola na paya...

Socha khood ki zindagi khatam karu
Magar Tere waaden jine ko majboor karta hai...

Ban gya zindagi ab kuch ise kadar
Na has pata hun na ro pata hun...

No comments:

Post a Comment