Wednesday, April 1, 2009

KAHAA HO TUM????????????

kahaa ho tum?
kesi hi tum?
aksar apne aap se ladna padta hai
tumhe bhulana padta hai.......
magar waqt kahaa hai
sab sochte hai bhul gya
kisko?
sayad tumhe jawab pata hai.........
likhna chod diya teri yaad jo aati hai
magar sochna na chod paya.......
tum aaj bhi haquikat jo ho
kahaa ho tum?
kya pata bhul gayi sayad mujhko,ya kya pata
yaad aaj bhi karti ho tum...........
main bhulna chahta hun
tumhari chehra ki wo damak
tumhari muskaan,
tumhari imtaah tak ki wo pyaar,
tumhari har sawal ki jawaab ,
magar kaakh ban jata hai ,
tum yaad jo aa jati ho.















/

No comments:

Post a Comment